Wednesday, 20 July 2011

Jyotish ek vardan hai................................

Aakash mein sthit aneko jyotipunjo ka prabhav har ek prani maatr ke uper padta hai iska hum prtyaksya anubhav karte hai jiska anveshan humare purvaj kar chuke hai aur hum aaj bhi kar rahe hai. akash mein aganit jyotipunj hai kintu unme se jo adhik prabhavshali hai jinka vishesh asar praniyo par hota hai unhi ko greh rashi nakshtra kahte hai inhi ke dwara bavisya phal kathan kiya jata hai .humare aadhunik vaigyaniko ne bhi kasmik raise ke bare mein addhyan karte hai .

No comments:

Post a Comment